हर बात मे खुश रहो-जो मिल न सका तुम्हे-
उसकी आश में खुश रहो -
जो चेहरा पास ना हो
उसकी आवाज मे खुश रहो-कोई रूठा हो आपसे
उसके अन्दाज मे खुश रहो-जो लोट के नही आने वाले-उनकी याद मे खुश रहो-कल किसने देखा है-अपने आज मे खुश रहो-!!
Jpsb blog
Chhoti si hai jindgi..
Har baat me khush raho..
Jo mil nasaka tumhe..
Uski aas me khush raho..
Jo chehra pas na ho..
uski awaz me khush raho..
Koi rutha ho aap se..
Uske andaz me khush raho..
Jo loat ke nahi aane wale..
Unki yaad me khush raho..
Kal ko kisne dekha hai..
Apne aaj me khush raho..!!
Jpsb blog
jpsb.blogspot.com
Author is a member of SWA Mumbai
Copyright of poem is reserved

No comments:
Post a Comment
Please do not enter spam link in the comment box